Kismat Ka Yeh Khel Hain, Milna Tha Humne Kabhi, Hathon Ki Lakeeron Mein, Likha Tha Yeh Sabhi, Koi Jaane, Naa Maane, Yeh Saath Hain Kitna Haseen,
Kaash Yeh Pal Tham Jaaye, Aapke Hum Ban Jaaye, Jannat Bhula Ke Hum Teri, Aaankh Ke Ashq Ban Jaaye.
Janam Janam Ka Yeh Saath Hain, ChhootTaa Yeh Aise Nahi, Pyar Tera Aisa Mila Ki, Ab Koi Bhata Nahi, Baahon Mein, Aake Teri, Saanso Me Simat Jaaye,
Kaash Yeh Pal Tham Jaaye, Aapke Hum Ban Jaaye, Jannat Bhula Ke Hum Teri, Aaankh Ke Ashq Ban Jaaye.
Ashq Ban Jaaye, Pal Tham Jaaye Ashq Ban Jaaye, Yeh Pal Tham Jaaye ...
|