Dabi dabi saanson mein suna tha maine Bole bina mera naam aaya Palkein jhuki aurr uthne lagi to Haule se uska salaam aaya Dabi dabi saanson mein suna tha maine Bole bina mera naam aaya Palkein jhuki aurr uthne lagi to Haule se uska salaam aaya Jab bole woh, jab bole Uski aankh mein rab bole Jab bole woh, jab bole Uski aankh mein rab bole Paas paas hi rehna tu Aankh aankh mein kehna tu Dekha tumhe to aaram aaya Dabi dabi saanson mein suna tha maine Bole bina mera naam aaya Palkein jhuki aurr uthne lagi to Haule se uska salaam aaya Roz hi dil ki aag utha kar haath pe le kar chalna hai Tere bina bina tere boondh boondh ab raat raat bhar jalna hai Tum mile na mile, ye haseen silsile Waqt ke saqt hai ab ye pitt te nahi Haan tere bina saans bhi chalti hai Tere bina dil bhi dhadakta hai Yaad nahi that yaad aaya Dabi dabi saanson mein suna tha maine Bole bina mera naam aaya Palkein jhuki aurr uthne lagi to Haule se uska salaam aaya |